Question 1: Mujhe leucorrhoea ki shikayat hai. mein kya karoon?
Shaadi se phelay mein bulkul thik thi lekin shadi kay baad mujay Leucrrohea ki shikayaat hogae hai aur pait kay nichlay hissay mein dard rehta hai, mein ki karon?
Answer 1: Shahid aap ko androni Pelvic infection hogaya hai, iska ilaaj Antibiotics se hosakta hai aur bar bar aisa na iss kay liyeh apna khawind ka checkup karwaye to acha hai apnay poshida uzaha ki safai ki taraf diyan dain, ganday kaparay aur pads istemaal na karay aur bath room mein bhi saaf pani istemaal karay.
Question 2: Mujhe les-dar mawad discharge hota rehta hai. kiya karoon?
Mein aik gair shaadi shuda larki hun, saal bhar se aik las dar sa mawad discharge horaha hai, iss se bari prashani hoti hai. Doctor ne phelay to antibiotic goliyan di, phir iss kay bad jab discharge khutam nahi huwa to yeh keh dia kay bacha dani mein zakhum hai tab se mein bohat fikar mand hun, mujay cancer to nahi? Kiya mukamal androni test kau bagair bata sakti hain kay bacha dani kay muhn par zukham hai?
Answer 2: Ji, nahi mukamal test kay bagair yeh batana mushkil hai keh bacha dani kay muhn par koe zakhum hai. umoman yeh masla shaadi shuda auraton ko parsahn karta hai aap ziadah parshan mat ho, aap ko cancer ki ilaamat nahi hain. Filal miraz masalay wala khana chorday aur aik month "liocol" ki goliyan le kar dekhian mujay puri umeed hai keh aap fiada hoga.
Question 3: Mujhe 10 years se anday ki safaidi jaisa les-dar mad'da discharge hota hai. Mujhe shaadi ke baad koi pareshani tu nahi hogi?
Meri umar 25 baras hai. mujay takreeban dus baras se Leucorrhea ki shikayaat hai phelay main ne koe khas tawaja nahi di. Lekin ab mein bohat parshan hun' mahwari kay do teen kay baad anday ki safiadi jaisa las dar mada discharge hota hai. jo khabi khabi 20 se 25 dino tak rehta hai. iss se mujay zehni parshani hoti hai. aap mujay mushwara dain. Mujay shaadi kay baad koe parsahni to nahi hogae.
Answer 3: Agar andham nahni se safiad mawad ka ikhraj ho ya lekhin kharish ya badboo to yeh akhraj koe bemari nahi. Mahwari se do teen din phelay ya mahwari kay teen din tak aur mahwari kay doran kay dino mein safiad las dar ka ikhraj hosakta hai, yeh qudrati hai aap parshan mat ho.
Question 4: Mujhe leucorrhoea ki shikayat ho gayee hai.
Mein aik Talba hun, mujay Leucrrohea ki shikayaat hogae hai. aap kay mushwaray kay mutabiq mein saafahi par kafi tawaja hun, phelay sab theak thi. Aap baraye marbani yeh bataye keh "cardial" khanwari larkiyaan le sakti hain?
Answer 4: ji haan, "cardial" khanwari larkiyan bhi le sakti hain, aap do teen mahinay cardial lain, aur apni saafahi par tawaja dain. Bhetar hai keh kisi lady doctor se mushwara karain.
Question 5: Meri naaf se safaid mawad nikalta hai. kya yeh leucorrhoea ki wajah se hai?Mein satrah baras ki talba hun, teen saal se leucorrhea mein mutbla hun, meri naaf se bhi safaid mawad se nikalta hai yeh bhi leucorrhea ki wajah se hai? iss wajah se bohat chirchiri hogae hun, meri kamar mein dard rehta hai kiya mein theak hojaogae?
Answer 5: Leucorrhea nojawani mein hona aam baat hai iss khabrana nahi chahaye, agar kharish ho to mahir lady doctor se rabta qaim karain, khub pani piyain, pait saaf rakhain. Kyun keh qabz mein leucorrhea ki shikayaat ziadah hoti hai. logon ka leucorrhea kay baray bohat galat khayaal hai keh iss se kamzoori hoti hai kamar mein dard rehta hai, to kisi doctor ko dekhaye aap ki naaf se safiad mawad nikalta hai iss ka leucorrhea se koe taluq nahi naaf ko detol se saaf karain yeh khud ba khud theak hojaye ga.
Leucorrhea aisi halat ko kehtay hain jis mein andham nahni se safaid ratubat ya pani jo keh badboo dar ya bay boo hosakta hai. Khraaj hota rehta hai. yeh aik ilaamaat hai na keh bemari bohat si aisi bemariyan hain. Keh leucorrhea ka baiz banti hain.
Asbab:
Jo bemariyan leucorrhea ka sabab banti hain, who darj zahil hain:
1. Raham kay sozish
2. Sozak
3. Khoon ki kami
4. T.B
5. Andham nahni ki sozish
6. Kasrat jamaa
Yeh bemariyaan Leucorrhea ka sabab hosaktay hain.
Leucorrhea Ki Ilaamaat
Yeh qaabil zikar hai keh aam halaat bhi andahm nahni se ratubat khiraaj hoti rehti hai aur kuch muksus hallat mein yeh ratubat ziadah bhi hojati hai. masaal kay toor par mahwari kay dinu mein ya haml mein lekhin leucorrhea mein yehi rutubat bohat ziadah miqdar mein bhana shuru hojati hai. agar leucorrhea ya khoon ki kami ki wajah se to rutubat patli aur bay boo hoti hai. agar iss ratubat mein infection hojaye to yehi ratubat ghari hojati hai aur iss mein se boo aana bhi shuru hojati hai. aik aur halta jissay aam toor par leucorrhea ya samja jata hai. who yeh hai keh baaz okat sozak mein ya birth control kay liyeh cheezain mustiqal rakhi jaye to mareez ko har aik ratubat ati hai. issay leucorrhea nahi kehtay. Jab leucorrhea ki shikayaat bohat arsay tak rahay to phir sharmagah kay andr mahool teezabi nahi rehta aur teezabi mahool jarasiumo ko marnay kay liyeh zaroori hota hia. Iss liyeh leucorrhea kay mareezon ko raham ya andham nahni ki infection bhi hojati hai.
Leucorrhea Ka Ilaaj
Iss ilaamaat ka ilaaj darasal iss bemari ka ilaaj hai jo issay paida karahi hai. agar sozak ki wajah se leucorrhea horaha hai. to iss kay ilaaj se leucorrhea khutam hojaye ga. Agar khoon ki kami ki wajah se hai to khoon ki kami ka ilaaj karain. Agar koe infection hai to iss infection ka ilaaj karain.

Fungal infection – A fungus, much like the yeast, can cause infection of the vaginal tract, leading to leucorrhea. When the woman is infected by a fungus, then the discharge is in thick and white accompanied by an itching sensation. This kind of discharge is called as a vaginal thrush.
ReplyDeleteSexually transmitted diseases – Some sexually transmitted diseases can cause leucorrhea in women. The most popular of such sexually transmitted diseases is trichomoniasis. Such discharges are greenish or yellow.
Unhygienic toilet habits – Sharing toilet articles, especially in public toilets, can cause an infection of the vagina, resulting into leucorrhea. This is also observed by personal forgetfulness such as forgetting to remove a tampon or diaphragm. Women who rely a lot on vaginal medications are often victims of leucorrhea.
Cervical problems – Two kinds of problems with the cervix, the cervical erosion and the cervical polyp, can cause leucorrhea. Such leucorrhea is generally more profuse following sexual intercourse. The discharge is brown and resembles congealed blood.
mujhe sex karne se koi infection hogya hai plz uska elaaj bataye. seene mn left side pe dard rehti hai or ab sex karne ko dil b nai karta weakness b bohat horahi hai back pain hai.sab test karaye hn reports b theek aarhi hain lekin koi cheez asar b nai kar rahi plz tell me any solution. bohat dawaya khali hain lekin farak nai parr raha.
ReplyDeleteEk larki Ko fungus problem hai aur ab uski shadi horhi hai to koi masla to nhi is me?
ReplyDeleteDr. & Hakeem Shahid Iqbal علاج امراض نسواں
ReplyDeleteکنورہ پن کی بحالی ۔ رحم کا ڈھیلا پڑنا بندش ماہواری یا ماہواری کم آنا
ماہواری نہ آنا ۔ یا وقت پر نھ آنا
ورم رحم درد ، رحم کا ٹل جانا
ماہواری کا زیادہ آنا ۔
-اٹھراہ – بار بار اسقاط حمل ھونا
لیکوریا کا مکمل خاتمھ Kay liay Rabta KArin 03338932813
پاکستان میں جوڑروں کے درد کا مکمل علاج
ReplyDeleteکمردرد شیاٹیکا پین کا علاج ، مہروں کے درد کا علاج
درد کا یقینی خاتمہ Dr. & Hakeem Shahid Iqbal Ilaaj kya liay Rabta Karin 03338932813
Hello….!
ReplyDeleteVery Useful Post This Is a major problem in women’s life Take Leucorrhoea Treatment With Natural herbs this is the only way to give you result without any side effect .
Hi...
ReplyDeleteGreat post I like it.....
Hashmi herbal is also a best natural leucorrhoea treatment for female. Best solution for white discharge problem available for this condition which cures it without causing any kind of side effects.
Hi...!
ReplyDeleteVery Interesting post……
This gives so much knowledge to me. I can also suggest very effective natural leucorrhoea treatment for all women.
All typs tips 03153854950
ReplyDeleteI like this
ReplyDeleteHy m ny without marriage 2 abortion kry jin m sy ak 5 ka nd ak 7 months ka tha kya m ab mother bn paon g jb k mje menciz m koi msla ni
ReplyDeletemenciz me koi problem nhi tu aap again mother bn skti hein
Deletehttps://m.facebook.com/sonug.03217430532/
ReplyDelete03471407116
ReplyDeletebeautiful stuff
ReplyDeleteSexy Actresses Pictures
thanks
H
ReplyDeleteH
ReplyDeleteSir meri gf jb mery sath sex chat krti hai tu usko discharg hoty wqt tu maza ata baad mai pain hoti hao or during mensis usko mensis thek ni hoty kia ye sab discharg hony se hofa
ReplyDeleteSir meri umar 29 saal hy or main gershadi shuda ho mery female part sy discharge hoti hy jo ky patla hy smell ni hy na he lase dar hy laken us sy mery female part par kafi karish hoti hy baz ukat ni hoti or baz okat itne hote hy ky ronay lag jate hu plzzzzzzz mj ko is ka koi hal bata dy
ReplyDeleteSir meri umar 29 saal hy or main gershadi shuda ho mery female part sy discharge hoti hy jo ky patla hy smell ni hy na he lase dar hy laken us sy mery female part par kafi karish hoti hy baz ukat ni hoti or baz okat itne hote hy ky ronay lag jate hu plzzzzzzz mj ko is ka koi hal bata dy january tak meri shadi hy mj ko ya mery husband ko is sy koi masla to nahi ho ga plzzzz help me thanks

ReplyDeleteHi...!
ReplyDeleteVery Interesting post……
This gives so much knowledge to me. Nowadays leucorrhoea problem is increasing and becoming a big concern.
I can also suggest very effective natural leucorrhoea treatment for all women.
Asalamo Alikum meri umar 21 saal hai meri shadi ko 3 saal hu chuky hein lekin shadi ke Shuru me hum ziada sath nahi reh sake kuch probz ki waja srf 20 din sath rahy ab 2/5 saal bad mily hain or 5 mahine se sath reh rahy hein lekin meri pregnancy nahi ho rahi ma na doctor se consult kiya h tu unhon ne btaya k periods ke bad revolution days main intercourse kren lekin hum jab bhi krty hein to ma ne note KIYA hai in Dino 12 14 16 ya ma intercour ke bad kuch ghanto k bad ya agr raat ko kiya to din ma Kaam ke doran white sa liquid discharge hota h is k ilawa nahi hota ap bta skty hein ke kia problem hoskta hai is ki remedy kia hai or instant pregnancy k liye kuch guide kijiye
ReplyDeleteAsalamo Alikum meri umar 21 saal hai meri shadi ko 3 saal hu chuky hein lekin shadi ke Shuru me hum ziada sath nahi reh sake kuch probz ki waja srf 20 din sath rahy ab 2/5 saal bad mily hain or 5 mahine se sath reh rahy hein lekin meri pregnancy nahi ho rahi ma na doctor se consult kiya h tu unhon ne btaya k periods ke bad revolution days main intercourse kren lekin hum jab bhi krty hein to ma ne note KIYA hai in Dino 12 14 16 ya ma intercour ke bad kuch ghanto k bad ya agr raat ko kiya to din ma Kaam ke doran white sa liquid discharge hota h is k ilawa nahi hota ap bta skty hein ke kia problem hoskta hai is ki remedy kia hai or instant pregnancy k liye kuch guide kijiye
ReplyDeleteDr Se questions krne Ka kia tarika kese apna problem discuss kr skty hn is blog pr plz guide me?
ReplyDeleteji aap apni reports mujy send karo apni or husband ki pher he kouch malom h ga
Deletemara is emain id par ya contact karo mara number par homeo dr waqas 03024278870 dr_w@yahoo.com par
ji aap apni reports mujy send karo apni or husband ki pher he kouch malom h ga

Aslam u walikum!
ReplyDeleteMe 21 years ke hu r mjy ye (lekoria) bht ziyada hai or ye mjy aik arsy sy hai jb me class 5th me the tb sy ab me graduate hony wali hu mgr is masly ke wja sy me study pr b sai focus nai kr skti r kafi tension rhkti hai r mjy nai pta k mjy ab ye kis wja sy hai r ab meri lower belly b thorhi swell o gai hai please ap mjy is ka kuch solution bta dein!! Thanks
Aap hamdard ki spari pak or is kay sath ova tosta 3x tab or bm no 6 drops use kary
Deletemara is emain id par ya contact karo mara number par homeo dr waqas 03024278870 dr_w@yahoo.com par
A.o.a ....... marry 2mnths bad shadi ha or 1week sa mera Virginia ma kharish start ho gai ha , is ki kia waja ho skty ha ........ plz mjha answer zaror dyn .... plzzzzzzzz
ReplyDeleteAap nay apna ultra sound or apnay husband ka sperm test karwa ha kay nahi
ReplyDeleteAll amraz kya ilayaj Allah ky hukam say homeopathic tariqa sa kiya jata ilyaj ilyaj ky liya ya kouch pouchny ky lia mara email id par ya contact karo par homeo dr waqas 03024278870 dr_w@yahoo.com par
ReplyDeleteThanks for sharing your post. I also suggest natural treatment for leucorrhoea.Visit http://www.hashmidawakhana.org/lady-care-for-leucorrhoea-treatment.html
ReplyDeleteI had leucorrhoea troubles for last one year. I used lady care capsule online. The result was great.
ReplyDeleteInteresting...keep it up.
ReplyDeleteIts very usefull & necessary to our nation...i like it..
Interesting...keep it up.
ReplyDeleteIts very usefull & necessary to our nation...i like it..
Hormonal imbalance is another major cause behind this condition. Natural leucorrhoea treatment is designed to restore the hormonal balance in female body. When you have the optimal hormonal balance, you can expect to have a healthy reproductive system with less number of problems. For more info visit http://www.dradvice.in/female-health-manstural-problem-leucorrhea-white-discharge.html
ReplyDeleteTry out natural supplement for leucorrhoea. It works effectively and efficiently against leycorrhoea.
ReplyDeleteAoa. me 27 saal ki hun or mere shadi ko 2 saal hua h. 4 mahine pehle m husband j sth isb gai thi waha s athe hue last time sex thora sa ziada hua or subha kamar m pain strt hua. phr 2 s 3 din bd mere vegina m kharish shuru hui esa lga jese kuch niche aya ho or phr leycorroea ziada aane lga. ek doc k ps gai to kaha infection h. dawai di mene regularly dawai li lkin asar nhi hua. or ab 4 mahine hue h leycorroea khtm nhi ho rha bht ziada atha h or kharish bhi bht hoti h . or pichle 3 dino s vegina m drd bhi bht h esa lg rha phr s kuch niche aya h khas kar pishab krte time bht drd hoti h . me kia kru iske lie k tik ho jaye?????kia ap bta skte h kia masla h.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
Deleteaap ka masla theak ho jay ga inshallah
Deletemara is emain id par ya contact karo mara number par homeo dr waqas 03024278870 dr_w@yahoo.com